Pmmvy me panjiyan nahi karne ke karan aur is yojna ka labh na dene babat

Description
Sir mera Nargis Parvin w/o multan beg , Taj nagar neora ward 10 mahamaya para ward , tilda-neora , post- tilda neora , jila-raipur ,c.g. 493114 hai Sir mai 7 mahine ki pregnant lady hu aur mujhe prdhan mantri matru vandana yojna se vanchhit rakha gaya hai kisi prakar ka koi labh nahi diya ja raha hai aur na hi mera panjiyan kiya ja raha hai , Sabse pahle mahine me mai gayi thi to angawadi karykarta hemlata kasyap ne bola ki ye yojna band ho gaya aur mera panjiyan nahi kiya fir kuch dino bad gayi to wahi madam boli ki mere mobile me work nai ho raha hai, fir mai mahila and ball vikas office gayi waha nirdesh diya gayaki fir se jana aur awedan jama karna fir bhi angawadi ward 10 me mera panjiyan nahi kiya gaya aur aj waise karte karte mera pregnancy time 7 month ho gayi

Add new comment

Plain text

  • No HTML tags allowed.
  • Lines and paragraphs break automatically.